Bhrashtachar Essay In Hindi | Corruption Nibandh

Bhrashtachar Essay In Hindi | Speech On Corruption Nibandh In Hindi.

Aaj Ke Aadhunik Yug Mein Vyakti Ka Jeewan Aney Swarth Tak Simit Hokar Reh Gya Hai. Partyek Karya Key Peechey Swarth Pramukh Ho Gya Hai. Samaj Mein Aneetikta, Arajkata Aur Swarth Sey Yukt Bhavnaao Ka Bolbala Ho Gya Hai. Parinam Savrup Bhatiya Sanskriti Aur Ushka Pavitr Tha Netik Sawru Dhandula Sa Ho Gya Hai. Ishka Ek Karan Samaj Mein Phel Rha Bhrastachaar Bhi Hai. Bhrastaachar Key Ish Vikral Rup Ko Dharan Krney Ka Sabsey Bada Karan Yhi Hai Ki Ish Arth Pradhan Yug Mein Partyek Vyakti Dhan Krney Mein Lga Hua Hai. Kamartod Mehangaai Bhi Ishka Ek Pramukh Karan Hai. Manushya Ki Aavsyaktaayen Badh Jaaney Key Karan Veh Unhey Pura Krney Key Manchaye Tarikon Ko Apna Rha Hai, Bharat Ke Ander Toh Bhrastaachar Ka Phelav Din Bhar Bhad Rha Hai. Kisi Bhi Khetrya Mein Chale Jaayen Bhrastachar Ka Phelaav Dikhaai Deta Hai. Bharat Key Sarkari Veh Ger Sarkari Ish Baat Ka Sabsey Bada Parnaam Hai.